Ali Zaryoun



ALI ZARYOUN BIOGRAPHY

Ali Zaryon Urdu poet, philosopher, biographer, He was the son of famous poet jaun Elia. He was fluent in Urdu, Arabic, English and Persian. He is One of the most prominent modern Pakistani poets".Acquired knowledge of philosophy, logic, Islamic history, the Muslim Sufi tradition, Muslim religious sciences, Western literature, and Kabbala.He lives in Faisalabad.

 Tum Sarwat Ko Parhti  Ho Kitni achi larki ho

Tum Sarwat Ko Parhti  Ho Kitni achi larki ho
mai jannat se nikla tha or tum mujh se nikle ho
baat nahi sunti ho gaazlen bhi to sunti ho
kya rista hai sahmo se suraj ke kya lagte ho
 
log nahi darte rab se tum logo se kun darti ho
aadam or sudhar jaye tum bhi haad he karti ho 
mai to jeeta hun tum mai tum kun mujh par marti ho
misron me baaten karna tum aasan smajhte ho 

kun inkar krun iska tum is jism me rahte ho 
pyar hai ye tadlib nahi kis chakker me padte ho
kisne jeans kare namnur paahno achi lagte ho 
kaffi ho multaan ke tum or jaryoon ke masti ho
Tum kitne achi ladki ho Tum kitne achi ladki ho


तुम्हे डर है मैं चूम लूंगा तुम्हे,मेरे दिल में बिलकुल यही बात है

दिया सभद है रोशनी बात है,
पुराणी के अंदर नए बात है,
 तुम्हे डर है मैं चूम लूंगा तुम्हे,
मेरे दिल में बिलकुल यही बात है


Tumhe dar hai mai chum lunga tumhe,mere dil me bilkul yahi bat hai,

diya saabhd hai roshani baat hai, 
purani ke andar naye baat hai,
tumhe dar hai mai chum lunga tumhe,
mere dil me bilkul yahi bat hai,


मन जिस का मौला होता है ,वो बिल्कुल मुझ सा होता है 

मन जिस का मौला होता है ,वो बिल्कुल मुझ सा होता है 
आँखें हंस कर पूछ रही हैं , नींद आने से क्या होता है 

मिट्टी की इज़्ज़त होती है , पानी का चर्चा होता है 
जानता हूँ मंसूर को भी मैं ,अपने ही घर का होता है 

अच्छी लड़की ज़िद नहीं करते , देखो इश्क़ बुरा होता है 
वहशत का इक गुर है जिस में , क़ैस अपना बच्चा होता है 

बाज़-औक़ात मुझे दुनिया पर , दुनिया का भी शुबह होता है 
तुम मुझ को अपना कहते हो , कह लेने से क्या होता है 


Maan jis ka maula hota hai wo bilkul mujh sa hota hai  

man jis ka maula hota hai,wo bilkul mujh sa hota hai 
aankhen hans kar puchh rahi hain,nind aane se kya hota hai 

mitti ki izzat hoti hai,pani ka charcha hota hai 
jaanta hun mansur ko bhi main,apne hi ghar ka hota hai 
achchhi ladki zid nahin karte,dekho ishq bura hota hai 

wahshat ka ek gur hai jis mein,qais apna bachcha hota hai 
baz-auqat mujhe duniya par,duniya ka bhi shubh hota hai 
tum mujh ko apna kahte ho,kah lene se kya hota hai
ऐ मेरा ईहाद के इन्सान ज़रा सुन

ऐ मेरा ईहाद के इन्सान ज़रा सुन
वूई दार्द-ए नदान,
वोली तरेक-ई धरमा 'तेरी हास्ति अबे ताक है,
टेरे हियर की पबंद,
वो़ी क्यूसा रिहा दिल-ए नादाओं के झग्रॉन का,
गुल-ओ गुलशन मुख्य रेह, तेरा अफ्कर की धुन,


Aye meray Ehaad kay insaan zera sun

Aye meray Ehaad kay insaan zera sun
wohi dard-e nadaan,
wohi tareek-e dermaa’n teri hasti abhe taq hai,
teray hisaar ki pabannd,
wohi qissa reha dil-e nadaa’n kay jhagroon ka,
gul-o gulshan main rehi, teray afqar ki dhunn,