![]() |
Aqib Sabir |
kuch laafaz to aise likhe hain tarikh ke safoon par mere
ke jinko mitaa pata bhi nahi ke jinko pdha jata bhi nahi,
kuch boond bhar annshu chithe par lafzon ke zakhire bann baithe
ab mujh se likha jata bhi nahi ke uss se pdha jata bhi nahi,
ye konse sarten rakhe hain duniya ke bnane walo ne
ab humse jiya jata bhi nahi or humse mara jata bhi nahi,
wo kon hai jiske khater hum kise or ke hain na apne hain
kuch uske siwa bhata bhi nahi or wo ke najar ata bhi nahi,
iss bar to baton baton me wo baat nikl ke aye hai
ke jisko chupa pata bhi nahi or jisko bata pata bhi nahi.